Untitled Poetry by me
Ek yaadon se bhari raat hogi... ππ₯
Tera haath mere haath me hoga... ✨
Wahi purani milne ki jagah hogi,
Wahi purani yaadein hongi… ππ
Par is baar na tu kuch kehna,
Na mai kuch kahunga…
Aaj baatein sirf hamari aankhein karne dena… π✨
Lana saath ek kagaz aur ek kalam,
Main bhi launga ek kagaz aur kalam… ππ
Beshak baatein hamari aankhein karengi,
Par jo gile-shikwe hain, unko likhna tum uss kagaz pe… ππ
Main bhi likhunga, magar is baar jhagde nahi honge,
Ek naav banayenge usi kagaz ki… π£♂️π
Aur uss naav ko behne denge uss nadhi me,
Jitna wo aage badhegi, utne hi dukh mit jayenge… π¨π’
Ek nayi shuruaat karenge…
Bina shikwa, bina gila kee… π✨

Comments
Post a Comment